|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
ghazal
Na koi ghar na koi dar banaana chahta hun mai.n tere vaste chappar banaana chahta hun..
koi majlum bhi chahe to jis ko mar de vo iis sarkaar ko gabbar banaana chahta hu.n..
majhabi panv na bahar nikal paye jaha.n se iis bharat ko vo chaddar banaana chahta hu.n..
Parasti chah ke bhi kar na sake aoro.n ki har iik insaan ko khaddar banaana chahta hun..
Kai libaas pahne hain badan dikhta hai magar jo sab kuch dhank. le vo astar banaana chahta hu.n...
Ha.n aaise khab to aksar hee toot jate hai.n magar ye khab mai.n aksar banaana chahta hu.n.. swapnil
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|