|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
ghazal
Mere dil ka har ek haal bayaa.n karti hain,
jhurriyan hai umar ke saal bayaa.n karti hain...
Teri nazro ki zafaa kis kadar guzri hai mujh par, ye saara kissa meri khaal bayaa.n karti hai...
Bhale hee shayri ko meri aawaz na dee ho, uski nazre.n faqat sur-taal bayaa.n karti hain...
Khuda... kis darza tumne kee hai be-iimaani, tere ghode ki har ek chaal bayaa.n karti hai...
Kisi gulaab se pucha hai jo surkhi ka sabab, uski kaliyan bi TERE GAAL bayaa.n karti hain..... -swapnil
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|