|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
ghazal
Mahfil me tumhe hum ruswa na karenge, kisi misre me tere naam ka charcha na karenge..
Tumhari dosti ko bi bhula denge hum is qadar, teri aawaaz ko sunkar bi hum muda na karenge..
Inme khud behtari bi hai aor ana bhi hai bahot, khudmukhtar jakhmon ki koi dawaa na karenge..
Kuch waqt baad har sadma tera bhul jayenge, tere kisse kaheen chalenge to suna na karenge..
Hai mujhko naaz is qadar humsaaye par apne, ke hum wasl-e-yaar ki koi duwa na karenge..
Sach sach kahenge dil se.. tum mere nahee rahe, hum apni dhadkano se dhokha na karenge..
-swapnil
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|